5shayari | shayari | Bewafa shayari, 5 shayri, Love shayari

5shayari, Shayari, Dard shayari, Sad shayari



Kaash main iss kalam se

Kaash main is Kalam se Shayari Ki Jagah apni kismat likh sakta
To Aaj Main Itne bade Gulistaan Mein Ek Phool Ke liye to Nahi Tarasta
Kaash Main Is kalam ko Talwar ki tarah banakar duniya walo se ladai kar sakta
To aaj Main Tanhaa Hoke thokarein khate nahin firta
Kaash Main Apni kalam ki shahi se Mohbbat ki barsat kar sakta

To Aaj Main Apni Registan Jaisi Zindgi ko sawan ki tarah bana deta



Bewafai ka mod | 5 shayari| shayari

Hum Aaj Bhi usi Bewafai k Mod pe khara hu
jaha chora tha tune mujhko tanha
Waqt ko roke usi Bewafai ke lamhe pe thama hua hu
jaha Choda tha Tune mujhe tanha
Mere dosto to Tujhe bewafa aur mujhe deewana 
Keh chal diye mere dost fir bhi Main usi bewafai
ke mod pe khada hu jahan choda tha tune mujhe tanah
Na Pehchaanna Mujhe Mujhe main to yahan waapas aa ke
Khushi iss baat ki ke tum aai ho usi bewafai ke mod pe
jaha cho tha tune mujhe tanah 
aaj apni aakhiri saanso ko ijaazat de raha hu
jaha Choda tha tune mujhe tanah



Achcha lagta h| 5 shayari| shayari

Hame uskey bina chup chap rehna achcha lagta hain
ab to Khamoshi sey dard sehna bhi Achcha lagta hain
Hmne jis Mohabbat ki yad m ashq  barsaye the
uske samne kuch na kehna bhi achch lagta hain
Darta rehta hu ki Usse mil kar us se bichad naa jaau 
iss hi liye usse dur rehna achcha lagta h
hum jante h ki chahat m ashq milte h
ab chahe kuch bhi ho iss zehar ko peena bhi achch lagta hain
jee to chahta h ki sab khushiyan laa kar us ko de doon
uskey pyaar m sab kuch khona achcha lagta hain
uska milna ya naa milna to kismat ki baat hain
pal pal us ki yaad mein rona bhi achcha lagta hai
Uske bina to sab khushiyan ajeeb si lagti h

ro ro kar to uski hi yad m sona achcha lagta h



Main kya likhu|shayari|5shayari

Tanhayi main jab bhi baithta hu
to khayal aaya ki tere bare m kya likhu
Fir yaad aaye wo lamhe resham ke
Jo maine tere sath bitaye the
For socha kyu na unhi lamho m
huye kuch haseen iqfak likhu
Main na jane kyu sudh budh gawa baitha
aur khoya raha tere khayalo m
socha kyun na isi lamhe  
ka aasaar aur raaj likhu
Majbooriyan thi teri to kuch aise
jo tu mujhe aaj tak na apna saka
socha kyu na unhi majbooriyon se
m apna intekaam likhoon
kaise samjhaayein dil ko 
ye to namaan aur pagal h
phit sochta hu kyu na is 
mohabbat ke kuch dardnaak anjam likhu
saugaat main mile aasuo se hai pyar
kyunki in aanshuo ko girte huye aasuo ko tera naam
leta dekhkar ye sochta hu kyu na 
teri bewafai ki ek lambi si daastan likhu
tere diye huye gumo ko humne dil e nadan ke kareeb rakha hai
cochta hu kyu na in gumo aur dardon ko 

apne ishq ka inaam likhu...........

apne dil ki halat wo kisi ko dikhati na thi usey, shayari

shayarism


Apne dil ki halat

apne dil ki halat wo kisi ko dikhati na thi 
usey kya gham tha wo kisi ko batati na thi
apni Mohbbat se wafa na milne ki wajah se usne
na jane kitno se bewafai kar apni zindgi barbad kar dali
usne ab na jane kis wajah se wo fir us shaks k pas gayi h